Ik dost meri zindagi me aisaa hai,
Mohabbaton ki tarha hai wafaon jaisa hai.
Meri talash ki haad us pr khatam ho jae,
Zameen par hai wo magar aasman kaisa hai.