Yeh kaisa umar ka teesra parhaav hai
Jab mashooq-e-ishq se behtar lagnne lagey Sharaab.
Jahan kabhi Gina kartey they dhadkaney,
Wahan rakhtey hain ab unke kharraton ka hisaab